Auto wala aur uska meter
Kal auto mein baitha, poocha "bhaiya meter se chalo." Bhaiya ne aisa dekha jaise maine unki maa ka naam le liya ho.
Phir bola "meter kharab hai." Arre meter kharab hai ya tera conscience, bhai?
Meter se zyada fast toh auto wale ka excuse chalta hai.
Pure Mumbai mein jitne meter "kharab" hain, utne toh ISRO ke rockets bhi nahi launch hote saal mein.
Comments
Loading comments…